jai bajrang bali ki jai
hey maruti hey maruti
hey maruti saari ram katha ka saar tumhari aankho me

duniya bhar ki bhakti ka hai
duniya bhar ki bhakti ka hai bhandar tumhari aankho me hey maruti
hey maruti saari ram katha ka saar tumhari aankho me
jai jai jai bajrang bali, jai jai jai bajrang bali

lanka ko tumhi ne jalaya tha, jalaya tha jalaya tha
rawan ko tumhi ne hilaya tha, hilaya tha hilaya tha
sanjivani buti lakar ke
sanjivani buti lakar ke lakshman ko tumhi ne jilaya tha
jilaya tha jilaya tha
rahe priya sada raghnandan ji
rahe priya sada raghnandan ji sakar tumhari aankho me hey maruti
hey maruti saari ram katha ka saar tumhari aankho me
jai jai jai bajrang bali,jai jai jai bajrang bali

tum sachmuch sankatmochan ho, sankatmochan ho
shankar ki tarah trilochan ho, trilochan ho
jis par ho tumhari kripa use
jis par ho tumhari kripa use kabhi kasht na ho kabhi soch na ho
kabhi kasht na ho kabhi soch na ho
chinta ko jo kaat ke rakhde wo
chinta ko jo kaat ke rakhde wo talvar tumhari aankho me hey maruti
hey hey maruti hey maruti