Lyrics of Hey Jai Jai Shiv Shankar, Kaanta Lage Na Kankar - हे जय जय शिव शंकर काँटा लगे ना कंकर
hai jai bolo shiv shankar ki jay
hey jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar
hey jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar
ke pyala tere naam ka piya
ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
jo tune mujhe thaam na liya, o sau rab di
hey jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar
ke pyala tere naam ka piya
ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
jo tune mujhe thaam na liya , o sau rab di
ek ke do, do ke chaar, mujh ko to, dikhte hain
aisa hi hota hai jab do dil milte hai
ek ke do, do ke chaar, mujh ko to, dikhte hain
aisa hi hota hai jab do dil milte hai
sar pe zameen paanv ke neeche hai aasmaan ho
sau rab di, sau rab di, sau rab di, sau rabadi
jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar
ke pyala tere naam ka piya
ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
jo tune mujhe thaam na liya, o sau rab di
kandhe pe, sar rakh ke, tum mujh ko, sone do
masti me jo chahe ho jaye ho ne do
kandhe pe, sar rakh ke, tum mujh ko, sone do
masti me jo chahe ho jaye ho ne do
aise me tum ho gaye ho bade beimaan ho
sau rab di, sau rab di, sau rab di, sau rabadi
brrrr jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar
ke pyala tere naam ka piya
ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
jo tune mujhe thaam na liya, o sau rab di
raste mein, hum dono, ghar kaise jayenge
ghar wale ab hum ko khud lene aayenge
raste mein, hum dono, ghar kaise jayenge
ghar wale ab hum ko khud lene aayenge
kuchh bhi ho lekin maza aa gaya meri jaan ho
sau rab di, sau rab di, sau rab di, sau rabadi
jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar
ke pyala tere naam ka piya
ho o o gir jaoongi main mar jaoongi
jo tune mujhe thaam na liya, o sau rab di
are bajaao re bajaao imaandaari se bajaao he he
Love the way Kishore Kumar stays in sync with Lata at 3:31!
And what chemistry between Rajesh and Mumtaz specially at 4:36!
Just love these two together specially in happy situations!