Lyrics of Ho Duniya Ki Sari Kitabo Me Likha - हो दुनियाँ की सारी किताबों में लिखा
ho dunia ki sari kitabo me likha
sawalo me likha jawabo me likha
ho dunia ki sari kitabo me likha
sawalo me likha jawabo me likha
har aag ke mast khwabo me likha
har dil ke rangi irado me likha
ke masti khumari nasha hai maja hai
ye jalwa najara hai ye khusbu fiza hai
sab kuch hai lekin bharosha na karna
mere dosto ye badi bewafa hai
isliliye ha ha ha isiliye ho isiliye
tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar
jawani ke din char aate nahi bar bar
tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar
jawani ke din char aate nahi bar bar
jawani ke din char
baharo se pahle najaro se pahle
jawani to bani hai sitaro se pahle
ye jab bhi aati hai aati hai tufano ki tarah
bana deti hai dunia ko ye diwano ki tarah
ye jab bhi jati hai jati hai mehmano ki tarah
bhula deti hai sabko bhule afsano ki tarah
isliye ha ha ha isliye ho isliye
jo hai dil me karle iska kya hai etbar
jawani ke din char aate nahi bar bar
jawani ke din char aate nahi bar bar
jawani ke din char
ye nagmo ki mahfil ye kirno ka aachal
ye suraj ki aatish ye bijli ki jhilmil
kisi ko na apna banaoge jo tum
yahi hai umar dil ko to na milaoge tum
mohabbat ki manjil ye manjil abhi paoge na tum
jab jaoge tumhe chhod ke fir pachtaoge tum
isliye ha ha ha isliye ho isliye
kab ye dokha de jaye na kare koi intzar
jawani ke din char aate nahi bar bar
thamle kisi ka aachal mang le kisi ka pyar
jawani ke din char aate nahi bar bar
jawani ke din char
Film cast: Jeetendra, Rekha, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Bindu, Utpal Dutt,
Johny Walker, Satyen Kappu
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mukesh
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: Mohan Sehgal
Film Producer: Mohan Sehgal