Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ho Mangalam - हो मंगलम
aaye dekho sadhu santan,sare tere hi saran
karte hein ganga surya,ko koti koti sat naman
aaye dekho sadhu santan,sare tere hi saran
karte hein ganga surya,ko koti koti sat naman

ae aaj dharti ambar sitare,he kan kan bhi sunya sab
sakshi tumhare,daas man ki kamna hein
purn hoye hawan,sab pe teri daya ho mere
ram chandram sundram

ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu
ho mangalam ho mangalam,ho mangalam jag ka prabhu
om hari hareshvar raam ya,om dev shakti santanam
om braham guruve namo nam,om shiv sadaye shankaram

ae tino logo ke param,aao prabhu upkar karo
iss yagy mein aahutiya,prabhu ramji swikar karo
swikar karo udhaar karo,karte tumhi rakshan kar
ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu
ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu

he tez jwala ki lapat,jaise koi kundan hi ho
natmastak sab teri saran,tere hriday se vandan hi ho
raghuvar mere naiya bhavar mein
ab ki kar do paar,sarswat sanatan punya jeevan
dharam hi sanksar,he puratan satya sanatan
kartvya hi apna dharam

ho mangalam ho mangalam,ho mangalam sab ka prabhu
ho mangalam ho mangalam,ho mangalam jag ka prabhu
ho mangalam ho mangalam,ho mangalam jag ka prabhu
ho mangalam sab ka prabhu,ho mangalam ho mangalam
ho mangalam jag ka prabhu
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Accident Or Conspiracy: Godhra (2024)
Ranvir Shorey, Manoj Joshi, Hitu Kanodia, Denisha Ghumra, Akshita Namdev, M.K. Shivaaksh, Rajeev Surti, Ganesh Yadav, Swati Verma, Gulshan Pandey, Makrand Shukla, Sharad KelkarDivya Kumar, Vaishali Made, Kailash Kher, PaponAman Pratap Singh, M K Shivaaksh, Sahas PareekV Rakx, Yug BhusalB.J. PurohitM.K. ShivaakshAccident Or Conspiracy: Godhra at IMDB      Accident Or Conspiracy: Godhra at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type