o murli wale sanwariya
o murli wale sanwariya
teri murli baje meri payaliya
teri murli baje meri payaliya
o murli wale sanwariya
o murli wale sanwariya
teri murli baje meri payaliya
teri murli baje meri payaliya
mai aisi koyal ban jaungi
mai aisi koyal ban jaungi
bagon me jakar chup jaaungi
bagon me jakar chup jaaungi
mai aisa prani ban jaunga
mai aisa prani ban jaunga
tujhe daal–daal par khojunga
tujhe daal–daal par khojunga
o murli wale sanwariya
o murli wale sanwariya
teri murli baje meri payaliya
teri murli baje meri payaliya
mai aisi machali ban jaungi
mai aisi machali ban jaungi
talon ki lahar me chup jaaungi
talon ki lahar me chup jaaungi
mai aisa machera ban jaunga
mai aisa machera ban jaunga
tujhe jaal kheench mai le aaunga
tujhe jaal kheench mai le aaunga
o murli wale sanwariya
o murli wale sanwariya
teri murli baje meri payaliya
teri murli baje meri payaliya
mai aisi nagin ban jaungi
mai aisi nagin ban jaungi
kantan ke beech mein chup jaaungi
kantan ke beech mein chup jaaungi
mai aisa sapera ban jaunga
mai aisa sapera ban jaunga
tujhe been baja ke le aaunga
tujhe been baja ke le aaunga
o murli wale sanwariya
o murli wale sanwariya
teri murli baje meri payaliya
teri murli baje meri payaliya
mai aisi kanya ban jaungi
mai aisi kanya ban jaungi
patiyon ke beech mein chup jaaungi
patiyon ke beech mein chup jaaungi
mai aisa dulha ban jaunga
mai aisa dulha ban jaunga
tujhe dor kheench kar le aaunga
tujhe dor kheench kar le aaunga
o murli wale sanwariya
o murli wale sanwariya
teri murli baje meri payaliya
teri murli baje meri payaliya
o murli wale sanwariya
o murli wale sanwariya
teri murli baje meri payaliya
teri murli baje meri payaliya