hogi mulaqat meri jo unse
hogi mulaqat meri jo unse
main to jhuka lungi aankhe sharam se
main to jhuka lungi aankhe sharam se
uthengi nazare to hoga ye manzar
uthengi nazare to hoga ye manzar
jaise zameen mil rahi ho gagan se
hogi mulaqat meri jo unse
dekha hai maine sapna suhaana
apne piya ke desh hai jaana
dekha hai maine sapna suhaana
apne piya ke desh hai jaana
paanwo me jhaanjhar bajegi chhanan se
paanwo me jhaanjhar bajegi chhanan se
main to jhuka lungi aankhe sharam se
hogi mulaqat meri jo unse
maathe pe jhumar kaano me baali
haatho me saajan ki mehndi ki laali
maathe pe jhumar kaano me baali
haatho me saajan ki mehndi ki laali
maang bharegi meri kiran se
maang bharegi meri kiran se
main to jhuka lungi aankhe sharam se
hogi mulaqat meri jo unse
jeevan me baalam ke khushiyan bharungi
saath me unke hardum rahungi
jeevan me baalam ke khushiyan bharungi
saath me unke hardum rahungi
phul chunugi main apne chaman se
phul chunugi main apne chaman se
main to jhuka lungi aankhe sharam se
main to jhuka lungi aankhe sharam se
uthengi nazare to hoga ye manzar
uthengi nazare to hoga ye manzar
jaise zameen mil rahi ho gagan se
hogi mulaqat meri jo unse
main to jhuka lungi aankhe sharam se
hogi mulaqat meri jo unse.