hontho se chhu lo tum mera geet amar kar do
hontho se chhu lo tum mera geet amar kar do
ban jaao meet mere meri preet amar kar do
hontho se chhu lo tum mera geet amar kar do
naa umar ki seema ho naa janm ka ho bandhan
naa umar ki seema ho naa janm ka ho bandhan
jab pyaar kare koi to dekhe keval man
nayi reet chalaakar tum ye reet amar kar do
nayi reet chalaakar tum ye reet amar kar do
aakash ka soonapan mere tanha man me
aakash ka soonapan mere tanha man me
paayal chhankaati tum aa jaao jeevan me
saanse dekar apni sangeet amar kar do
sangeet amar kar do mera geet amar kar do
jag ne cheena mujhse mujhe jo bhi laga pyaara
jag ne cheena mujhse mujhe jo bhi laga pyaara
sab jeet gaye mujhse mai har dum hi haara
tum haarke dil apna meri jeet amar kar do
tum haarke dil apna meri jeet amar kar do
hontho se chhu lo tum mera geet amar kar do
An evergreen rendition by Jagjit Singh, in his own imitable style. My most
favourite song and will always remain so. The lyrics in the song are so
heart-rending and meaningful. "Mera Geet Amar kar do" has so much depth
today, since he is not physically present amidst us. Yet his music is ever
haunting us. May his soul rest in peace.