huyi aankh num aur ye dil muskuraaya
huyi aankh num aur ye dil muskuraaya
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya
saathi koi bhula yaad aaya
mohabbat ka jab bhi kahi zikrr aaya
mohabbat ka jab bhi kahi zikrr aaya
to saathi koi bhula yaad aaya ha
aaya saathi koi bhula yaad aaya
kya yahi pyaar karane ka anjaam hain
dil lagane ka ye kaisa inaam hain
kya yahi pyaar karane ka anjaam hain
dil lagaane ka ye kaisa inaam hain
hasi jisko di usine rulaaya hansi jisko di usine rulaaya
to saathi koi bhula yaad aaya ha
aaya saathi koi bhula yaad aaya
is tarah rasme ulfat ada kijiye
dil kisika na toote dua kijiye
dil kisika na toote dua kijiye
kabhi ret par ghar kisine banaaya
kabhi ret par ghar kisine banaaya
to saathi koi bhula yaad aaya ha
aaya saathi koi bhula yaad aaya
rooth jaate hain banke mukkadar yaha
chhoot jaatein hain haantho se saagar yaha
chhoot jaatein hain haantho se saagar yaha
kabhi sard shabnam ne koi ghar jalaaya
kabhi sard shabnam ne koi ghar jalaaya
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi
koi bhula yaad aaya
huyi aankh num aur ye dil muskuraaya huyi
aankh num aur ye dil muskuraaya
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya
saathi koi bhula yaad aaya
to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya
saathi koi bhula yaad aaya

Beautiful track- if you have loved and lost
Huyee aankh num aur yeh dil muskuraya
Ke saathi koi bhoola, yaad aaya
Muhabbat ka jab bhi koi zikar aaya
Ke saathi koi bhoola yaad aaya
Kya yehi pyar karney ka anjaam hey
Dil laganey ka yeh kaisa inaam hey
Hassi jisko dee hey, ussi ne rulaaya
Ke saathi koi bhulaa yaad aaya
Iss tarha rasmey ulfat adaa kee jeeye
Dil issi ka na tootey Duaa kee jeeye
Kabhi rait per ghar kissi ne banaya?
Ke saathi koi bhoola, yaad aaya