ham aankho se pilaye, tum aankho se piyo
is rut ka hain takaza, ki masti me jiyo
jaaneman paas aao jara
pyaas dil ki bujhaao jara jara, jara jara
aur paas aao na
ham aankho se pilaye, tum aankho se piyo
is rut ka hain takaza, ki masti me jiyo
bahata dariyaa jawaani, isme bala ki ravaani
bahata dariyaa jawaani, isme bala ki ravaani
is dariyaa ko rukh, apani taraf
tum pyaar se mod lo jaani
ham hotho se pilaaye, tum hotho se piyo
is rut ka hain takaza, ki masti me jiyo
jaaneman paas aao jara
hoth tak hoth laao jara, aur paas aao na
ham aankho se pilaye, tum aankho se piyo
is rut ka hain takaza, ki masti me jiyo
shor machate hain din, khamosh rahati hain raate
raat ke parde me apani, chhup jaayegi saari baate
ho samjho samjho ishara, ab hain sab kuchh tumhaara
ho samjho samjho ishara, ab hain sab kuchh tumhaara
pyaasa mare, shikwaa kare, hay re dil pyaas ka mara
ham saanso se pilaaye, tum saanso se piyo
is rut ka hain takaza, ki masti me jiyo
jaaneman paas aao jara
ab gale se lagaao jara jara, jara jara
aur paas aao na
ham aankho se pilaye, tum aankho se piyo
is rut ka hain takaza, ki masti me jiyo