hum hai deewane ye bhi na jaane
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil

hoti agar na dilo me mohabbat to phool khilte nahi
shabnam sitare kaliyan ye titli hote na itne hasin

bahon me teri banayenge hum to ye pyaar ke ashiyane
hum hai deewane ye bhi na jaane
hum hai deewane ye bhi na jaane
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
aayen bahare jayein bahare thahre kabhi na sama
yado ki khushbu dil me chhupa lun chale jao chahe jahan

kasam hai tumhari luta denge tum pe apni wafa ke khzane
hum hai deewane ye bhi na jaane
hum hai deewane ye bhi na jaane
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
hum hai deewane ye bhi na jaane
hum hai deewane ye bhi na jaane
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
tumne churaya mera dil apna banaya mera dil
Wonderful song by super legends Alka Yagnik & Kumar Sanu. Anup Jalota is
good also