dur aakash ke rahi hamse kuch kah de
ummido ki kirne ab najaro me rahti hai
har chehra ho hamara ho ye kaisa najara
khamoshi bhi pahle jaisi ab duniya ne hai pukara
abhi hum hai jidhar dekho hur ek shab ki shahar dekho
aur apna sa agar dekho amar dekho
har ek ke mathe par chamka ek sitara
tufano si badhati lahar tod degi har kinara
abhi hum hai jidhar dekho hur ek shab ki sahar dekho
aur apna sa agar dekho amar dekho
dekho ab sitare rasta batate hai manjil par bulate hai
dekho ab sahare khud bahe failate hai
apna banate hai
abhi hum hai jidhar dekho hum ek shab ki shahar dekho
aur apna sa agar dekho amar dekho
abhi hum hai jidhar dekho hum ek shab ki shahar dekho
aur apna sa agar dekho amar dekho