ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai 
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai 
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai 
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai 
ham jo jinda hai to 
isse bedard jamane teri friyaad kare 
aah uthti hai to sine mai dwa lete hai 
aa bhi jate hai aakho mai mslne aasu 
kabhi aanchal kabhi palako mein chhupa lete hai
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai 
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai 
ham jo jinda hai to 
naam sunate huye aai hai khushi ka lekin
isko malum hai kya tej khushi hoti hai 
ek na ek tir koi bath ke laga deta hai 
jab jara dil ke karap mein kami hoti hai 
ham jo jinda hai to 
jindagi ye hai to mout kise kahate hai 
hum se majbur jamane mein koi kya hoga 
kya ye ghanghor andhere kabhi chhat jayenge
kaya kabhi apni bhi duniyan mein ujala hoga 
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai 
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai 
ham jo jinda hai to