hum kahan aur tum kahan jaana
hum kahan aur tum kahan jaana
hai kai hijar darmiya jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana
raayza wasm me bhi waqt hua
raayza wasm me bhi waqt hua
raayza wasm me bhi waqt hua
raayza wasm me bhi waqt hua
par hua khub raayza jaana
par hua khub raayza jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana
mere ander hi tu kahin gum hain
mere ander hi tu kahin gum hain
mere ander hi tu kahin gum hain
mere ander hi tu kahin gum hain
is palchhin tera nishan jana
is palchhin tera nishan jana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana
main raaho se kaise pesh aau
main raaho se kaise pesh aau
main raaho se kaise pesh aau
main raaho se kaise pesh aau
ye hi mausam hai kya bahar jaana
ye hi mausam hai kya bahar jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana
hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
hai jo suku tumhara aksh-e-khayal
zakhm khaye kahan kahan jaana
zakhm khaye kahan kahan jaana
hai kai hijar darmiya jaana
hum kahan aur tum kahan jaana, jaana
Iftiqaarsaab, Yeh ghazal meri bahothi pasandida (gulamalisaabke)
ghazalonmeinse ek hai,Isski baat hi kuch aur hai!! Lekin agar tanhaimein
jab bhi isse sunta hun tab mere marhoom Waalidsaabki yaadmein Aankhen bharr
aati hai. Iss ghazal ko post karneka bahot bahot shukriya !! Aapne itni
acchi acchi ghazalein post kari hai ke aapko baar baar shukriya adaa
karneko jee chahtaa hain !! PRASAD JAMBOTKAR,BARODA.