ham khoye khoye hain, dil khoya khoya hain
chhai hain madhoshiyan
ham khoye khoye hain, dil khoya khoya hain
chhai hain madhoshiyan
haole haule dil ye bole
hain tere mere vaaste, ye zazbaat ke raaste
aankho me sapne hain, dil me hain aashaayen
kaise naa saanso me, khushbuyen ghul jaaye
aankho me sapne hain, dil me hain aashaayen
kaise naa saanso me, khushbuyen ghul jaaye
phulo ka khilne ka, mausam hain ye
do pyaasi ruhon ka, sangam hain ye
haule haule dil ye bole
jo maangi thi manjil hain ye
lahar ham hain shaahil hain ye
main aur tum dono gum, anjaani raho me
main aur tum hain gumsum, khabon ki bahon me
kitani hansi hain ye tanhaaiyan
gunji hui si hain sahnaaiyan
haule haule dil ye bole
hain sapno ki chhaon me khadi, sanvaare liye hain bali
ho ham khoye khoye hain, dil khoya khoya hain
chhai hain madhoshiyan
haole haule dil ye bole
hain tere mere vaaste, ye zazbaat ke raaste
hain tere mere vaaste, ye zazbaat ke raaste
hain tere mere vaaste, ye zazbaat ke raaste