hum kisse kahe kya shikava kare jab bachpan hmara ruth gya

najro ki aisi chot lagi ke sara jamana chhut gaya
hum shmma bnakr jalte hai phir bujhte hai phir jalate hai

jab se tum aaye mahfil mein jab se tum aaye mahfil mein
parvano ka dil tut gya parvano ka dil tut gya
hum kisse kahe kya shikava kare kis kis ka sahara chhut gya
kismat ka bnnae vala hi aakhir maein hamse ruth gaya
hum kisse kahe kya shikava kare jab bachpan hmara ruth gya
najro ki aisi chot lagi ke sara jamana chhut gaya
saiyad ka koi kasur na tha aur teer ki koi khta bhi na thi
hum udte udte gulshan mein bul bul ek par tut gya
hum teri mohabbat ka jam huye hum tere liye badnam huye
vo raat badi matvali thi vo raat badi matvali thi
jab nath ka moti tut gaya jab nath ka moti tut gaya
hum kisse kahe kya shikava kare jab bachpan hmara ruth gya
najro ki aisi chot lagi ke sara jamana chhut gaya
jab thes lagi to kuchh na hua ptthar pe gira to sambhla raha
hontho tak aate aate hi njaro se pyala tut gaya
bin chan chan ke raat biti bin bdli ke barsat biti
khud hosh nahi dil ka rahi khud hosh nahi dil ka rahi
kya chhod gya kya lut gaya kya chhod gya kya lut gaya
hum kisse kahe kya shikava kare jab bachpan hmara ruth gya
najro ki aisi chot lagi ke sara jamana chhut gaya
agar gair ke hantho manjil pe hum lut jate to ranj na tha
afsos apne ghar aaker apna hi sathi lut gaya
dar dar kar ulfat karna kya ro ro kar aakar marna kaya
hai lupt yahi duniyan na kahe hai lupt yahi duniyan na kahe
ke aks se shisha tut gya ke aks se shisha tut gya