hum naye geet sunaye
hum naye rang sajaye
hum naye roop dikhaye tumhe
hum nai duniyan ke vasi
hamko nai phikar jara si
hum nai nai baat bataye tumhe
hum naye geet sunaye
hum naye rang sajaye
hum naye roop dikhaye tumhe
hum nai duniyan ke vasi
hamko nai phikar jara si
hum nai nai baat bataye tumhe
lahra ke balkha ke aur jhum ke hum gaye
jo dilo ki baat hai hum gaye hum gaye
jo sabaki hai baat hum gaye hum gaye
geet aise hum suna de jinki dhune hi nai ho
sare baate hum bata de jo sabake dil mein hai
par ab tak hai ankahi
hum naye geet sunaye
hum naye rang sajaye
hum naye roop dikhaye tumhe
hum nai duniyan ke vasi
hamko nai phikar jara si
hum nai nai baat bataye tumhe
kyun log milte hai kyun phool khilte hai
kyun pyar hota hai hiya kyun hosh khota hai
hum to gayenge ye batayenge
sunate raho tum dosto
dasta dil ki hum suunayenge
sunate raho tum dosto
geet aise hum suna de jinki dhune hi nai ho
sare baate hum bata de jo sabake dil mein hai
par ab tak hai ankahi
hum naye geet sunaye
hum naye rang sajaye
hum naye roop dikhaye tumhe
hum nai duniyan ke vasi
hamko nai phikar jara si
hum nai nai baat bataye tumhe
kaya dil ke arma hai kaya khwab hote hai
jo pyar karte hai kyun chain khote hai
kaya ye bandhan hai kyun ye uljhan hai
sunate raho tum dosto
kyun ye chahat hai kyun mohabbat hai
sunate raho tum dosto
geet aise hum suna de jinki dhune hi nai ho
sare baate hum bata de jo sabake dil mein hai
par ab tak hai ankahi
hum naye geet sunaye
hum naye rang sajaye
hum naye roop dikhaye tumhe
hum nai duniyan ke vasi
hamko nai phikar jara si
hum nai nai baat bataye tumhe
hum naye geet sunaye
hum naye rang sajaye
hum naye roop dikhaye tumhe
hum nai duniyan ke vasi
hamko nai phikar jara si
hum nai nai baat bataye tumhe