chhod gaye hum raahi kyu de rahe ho tum humko ye saza
muh mod gaye hum raahi kal hi ki to baat thi mere sath
jhum jhum gaa rahi thi madh bhari madhumati raat
kyu gham diya hum raahi kaun si humse
aisi ho gayi hai khata kyu ye sitam hum raahi
kaanch se bhi najuk hai ye pyar ke lamha
nigahon ki raahon se aa rahi hai yaadon ki barat
apni ulfat kabhi khili na thi tum ruth gaye hum raahi
sapne sabhi sach huye na the tut gaye hum raahi
kya hua ye dil bhi khil jayega
bahut tadpaya hume humdam ab laut aao hum raahi
bahut tadpaya hume humdam ab laut aao hum raahi
kyu dillagi hum raahi
kyu khel rahe ho humse is tarah bhala
kyu berukhi hum raahi
bedardi ki bhi hoti hai jahan mein intihaan
kab tak yun gujare dil mein ro ro ke ansu bahaar
humne geet kabhi suna na tha sans tut gaya hum raahi
koi jala bhi buna na tha sera chhut gaya hum raahi
phir dooba hua suraj bhi nikal aayega
bahut ji liye andheron mein hum ujala bano hum raahi
apni ulfat abhi khili na thi tum ruth gaye hum raahi
sapne sabhi sach huye na the tut gaye hum raahi
kya hua ye dil bhi khil jayega