hum to nikal chuke the buraai ki raaah se
kar li thi hamne tauba har ek gunaah se
hum bekhata hai phir yeh mili kyun saza hame
phir kyun dikha rahe ho bura raasta hame
is andhere se niklna chahte hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
duniya walo tham lo badhkar hame
duniya walo tham lo badhkar hame
gir na jaaye phir sambhalan chahte hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
is andhere se niklna chahte hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
hamari aankho mein bhi hai sapne zindagi ke
hamare apne bhi hai hai ham bhi dil me kisi ke
hamari aankho mein bhi hai sapne zindagi ke
hamare apne bhi hai hai ham bhi dil me kisi ke
hame insaan ban kar hai jeebe ki tamnna
yeh apni aarzoo hai hame apnale duniya
yeh apni iltaja hai, yeh apni iltaja hai
yeh apni iltaja hai, yeh apni iltaja hai
aap ke hamraah chalna chahte hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
is andhere se niklna chahte hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
bhai kya soch raha hai haar gaya kya
nhi yaar thak gaya
shikayat hai na koi na hai shikwa kisi se
kabhi na mil paaye ham khud apne aap hi se
shikayat hai na koi na hai shikwa kisi se
kabhi na mil paaye ham khud apne aap hi se
hamare sine mein bhi dhadkte dil hote hai
ham apni tanhayi se gale milke rote hai
yeh apni iltaja hai, yeh apni iltaja hai
yeh apni iltaja hai, yeh apni iltaja hai
pyaar ke sanche mein dhalna chahte hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
is andhere se niklna chahte hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham
zindagi apni badlana chahate hai ham