chain nahi ang more nind nahi hain
ghere rahe dhyaan tora din ho ke rain
jara hanskar karle baat, ham tore aashiq hain
jara hanskar karle baat, ham tore aashiq hain
kahi phhch na hamri jaat
ham tore aashiq hain
hoy hoy aashiq hain, tore aashiq hain
bairi hanskar karle baat, ham tore aashiq hain
tan ki peer sahi na jaaye, man me ubale laawa
ho ho ho ho
hoy hoy bichhuaa badh badh kaate hamka
resham ka pahnaawa, resham ka pahnaawa
jara tan par rakh de haath
hay re jara tan par rakh de haath
ki ham tore aashiq hain
bairi hanskar karle baat, ham tore aashiq hain
hoy hoy aashiq hain, tore aashiq hain
dekh ke tera roop sajila, har chhori par tole
hoy hoy ka jaane tora
chanchal manwa kis bairan par dole
kis bairan par dole re dole
koi aur na maar le hath
ho koi aur na maar le hath
ki ham tore aashiq hain
jara hanskar karle baat, ham tore aashiq hain
hoy hoy aashiq hain, tore aashiq hain
kachchi umar ka ishq bhi kachcha
are pakki umar ka pakka
are ham jaiso ko jo apnaye
are usko lage na hay
aur usko saath, badhe iski umar ke saatha
ki ham tore aashiq hain
jara hanskar karle baat, ki ham tore aashiq hain
haye haye aashiq hain, o tore aashiq hain
la la la la la la
o ho o ho ho ho ho
kachchi umar me neha lagaya, kar baithi nadani
kaun hain wo bedrdi jisne, teri kadar na jaani
ek dam tere jaisa hain, ha tere jaisa
ek dam tere jaisa hain, wo mera dilbar jaani
mere jaise aur bhi hain koi, baat ye aaj hi jaani
sab me teri sakale hi dekhe, ye aankhe diwaani
aankhe ye diwaani
hay re jaan gaye ham
khub aati hain tujhko baat banani
tujhko baat banani
kahi ban ke na tute baat
kahi ban ke na tute baat
ki ham tore aashiq hain
jara hanskar karle baat, ki ham tore aashiq hain
hoy hoy aashiq hain, tore aashiq hain
ham to aashiq hain, hoy hoy aashiq hain
la la la la la la