Video of this song from youtube
Lyrics of Hum Tumhare Hain Sanam - हम तुम्हारे है सनम
hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam
jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum
hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam
jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum
hum tumhare hai tumhare sanam

yeh suhane pal, yeh mulakate hum na bhulenge pyaar ki baate
yeh suhane pal, yeh mulakate hum na bhulenge pyaar ki baate
din hai mushkil, raat bhaari
har ghadi hai bekraari, chaahate hoti na kam
hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam
jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum
hum tumhare hai tumhare sanam

tumko dhadkano me yu basana hai, apni palko me yu chhupaana hai
tumko dhadkano me yu basana hai, apni palko me yu chhupaana hai
jab uthaaye hum nigaahe
tumko dekhe, tumko paaye, door jaaye ab na hum
hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam
jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum
hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam
jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum
hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam
hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam
hum tumhare hai tumhare sanam


lyrics typed by : ruchita parab
lyrics of song Hum Tumhare Hain Sanam
Comments on song "Hum Tumhare Hain Sanam"
G199657845 on Monday, September 23, 2013
madhuri is beautiful, but she looks like SRK's aunty
TheUlfaaulia on Friday, November 11, 2011
this song my favourite .
SRK cuteeee
Aroma1001 on Friday, April 02, 2010
Madhuri is gorgeous!!! True diva
lea santiago on Saturday, May 12, 2012
it is the one of the best song
TheRhea2012 on Sunday, January 29, 2012
Srk is the besttttttt
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Hum Tumhare Hain Sanam (2002)
Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Salman Khan, Aishwarya Rai, Atul Agnihotri, Aruna Irani, Suman Ranganathan, Laxmikant Berde, Alok Nath, Vikas Anand, Dinesh Hingoo, Asha SharmaAnuradha Paudwal, Bali Brahmabhatt, Bela Sulakhe, Kumar Sanu, Sapna Awasthi, Sonu Nigam, Udit NarayanJalees Sherwani, Kartik Avasthi, Maya Govind, Praveen Bhardwaj, SameerNikhil, Vinay, Dabboo Malik, Bappi Lahiri, Bali Brahmabhatt, Sajid, WajidK.S. AdhiyamanK C BokadiaHum Tumhare Hain Sanam at IMDB      Hum Tumhare Hain Sanam at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type