hume itna btaa do 
ishq ki manjil, kaha tak hai 
hume itna btaa do 
ishq ki manjil, kaha tak hai 
hume itna btaa do 
ishq ki manjil kaha tak hai 
mohbbabt ka ye afsaana
jami se aasma tak hai  
mohbbabt ka ye afsaana
jami se aasma tak hai  
hansi jab lab pe aati hai
jamana jhoom jata hai 
naa jaane koun aake 
naa jaane koun aake 
daaman-e-dil choom jata hai 
kahani kiske waado ki 
hamari dastan tak hai 
kahani kiske waado ki 
hamari dastan tak hai 
ha ha ha
mohbbat ka ye afsaana 
jami se aasma tak hai 
aa aa aa aa 
milake aankh sharmana 
adaa se muskra dena hai 
tumhe kisne sikhaya hai 
tumhe kisne sikhaya hai 
kisi ka dil chura lena 
ye bijli kyon nighaon se 
hamare ashiyan tak hai  
ye bijli kyon nighaon se 
hamare ashiyan tak hai  
aa aa aa aa 
mohbbat ka ye afsaana 
jami se aasma tak hai 
nazar kyon milke sharmai 
koi raaj kya jaane 
samajh me kuch nahi aate 
o samajh me kuch nahi aate 
teri nazaro ke afsaane
wahi tak hai ye nazara
nazar jiski jaha tak hai  
wahi tak hai ye nazara 
nazar jiski jaha tak hai
aa aa aa aa 
ha ha ha ha  
mohbbat ka ye afsaana 
jami se aasma tak hai 
aa aa aa aa 
mohbbat ka ye afsaana 
jami se aasma tak hai
