hame sahara ek tihara, hame sahara ek tihara
tu hi bata kaha jaye charo aur andhiyara
tu chahe to ho jaye pal me ujiyala
hame sahara ek tihara, hame sahara ek tihara
teri hi aankho ke aage ye anyay
bol jara tu kaise tujhse dekha jaye
teri hi aankho ke aage ye anyay
bol jara tu kaise tujhse dekha jaye
ye to bata dhunde bhi kya aaj hame hai besara
hame sahara ek tihara, hame sahara ek tihara
tere dware aake koi jaye na khali
data me bhi aayi banke ek sawali
tere dware aake koi jaye na khali
data me bhi aayi banke ek sawali
tere siwa kis se kahe tu hi jane haal humara
hame sahara ek tihara, hame sahara ek tihara
hame sahara ek tihara
tu hi bata kaha jaye charo aur andhiyara
tu chahe to ho jaye pal me ujiyala
hame sahara ek tihara, hame sahara ek tihara
ho chhuki hai had sitam ki ab saha na jayega
chup rahe hai hum bahut par ab raha na jayega
banke bijali fuk de tu julm ke sansar ko
banke toofan tod de tu paap ki diwar ko
tere hatho me hai duniya ab meri taqdeer ki
tu jo chahe nap ban jaye kadi janjir ki
o mere data o mere data o mere data