hume ye duniya wale
hume ye duniya wale pyar ka ilzam dete hai
magar hum hai ke phir bhi
magar hum hai ke phir bhi yaar ka hi naam lete hai
hume ye duniya wale
dil me jo pyar aaya kisi ko karar aaya
phir bhi aapko to kuch na eaitbar aaya
khud hi tadap ke dil ko tham lete hai
hume ye duniya wale
hume ye duniya wale pyar ka ilzam dete hai
magar hum hai ke phir bhi
magar hum hai ke phir bhi yaar ka hi naam lete hai
hume ye duniya wale
jab teri yaad aaye leke fariyad aaye
din ko na chain pau ankhiyo me rat jaye
jab teri yaad aaye leke fariyad aaye
din ko na chain pau ankhiyo me rat jaye
ab to ye sapne me aaram lete hai
hume ye duniya wale
hume ye duniya wale pyar ka ilzam dete hai
magar hum hai ke phir bhi
magar hum hai ke phir bhi yaar ka hi naam lete hai
hume ye duniya wale
puchho kabhi hal kya hai dil ka sawal kya hai
sham saheli se kya kya sunu to khayal kya hai
puchho kabhi hal kya hai dil ka sawal kya hai
sham saheli se kya kya sunu to khayal kya hai
phir bhi sabhar se hum to naam lete hai
hume ye duniya wale
hume ye duniya wale pyar ka ilzam dete hai
magar hum hai ke phir bhi
magar hum hai ke phir bhi yaar ka hi naam lete hai
hume ye duniya wale
correction - this is a duet by usha mangeshkar and kamal barot and not lata mangeshkar.