Lyrics of Humko Nikaloge Ghar Se Sajan Pachtaoge - हमको निकालोगे घर से सजन पछताओगे
hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge
hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge
chale jayenge hum to piche piche
daude chale aaoge o kaha jaoge
hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge
chale jayenge hum to piche piche
daude chale aaoge
kashti me baitho to tufan ka khatra hai
kashti me baitho to tufan ka khatra hai
gadi ke safar me saman ka khatra hai
mandir me jao to bhagwan ka khatra hai
o ghar me bin bulaye mehman ka khatra hai
ghar me bin bulaye mehman ka khatra hai
o kaha jaoge jaoge
hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge
chale jayenge hum to piche piche
daude chale aaoge
jinke hath me aayi wo dor nahi chodenge
jinke hath me aayi wo dor nahi chodenge
parwat pe ye badal ghanghor nahi chodenge
gulshan me jaogi to mor nahi chodenge
sajan se bachogi to chor nahi chodenge
sajan se bachogi to chor nahi chodenge
o kaha jaoge jaoge
hamko nikaloge ghar se sajan pachtaoge
chale jayenge hum to piche piche
daude chale aaoge
thehro na gussa chhodo maaf kar do na
ruth gaye raja zara si ek baat me
ruth gaye raja zara si ek baat me
acha maan jao ye hath lelo hath me
meri chaila babu na jao kali raat me
jana hai to mujhko bhi lete jao sath me
jana hai to mujhko bhi lete jao sath me
o jaha jaoge jaoge
hamko nikaloge dil se sajan pachtaoge
hamko nikaloge dil se sajan pachtaoge
dekho kaha tha na hamne sajan pachtaaoge
Rajesh Khanna will be an icon 500 yrs from now.
With the advent of electronic media none of our videos/films will ever ever die . so even 500 years from now it will be possible to google rajesh khanna and see everything like today.
At that time we are sure that Kaka will score over all else from our time because of his values and eternal love that he propagated in his films and his immortal songs..people may even be studying his songs like we do Shakespeare, Tansen, Thyagaraja today.