hamne dhunda tujhe kaha kaha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
ham bhatakte rahe yaha waha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
raste me hazaro nazaare mile
raste me hazaro nazaare mile
phul hamko mile or sitare mile
humnashi humsafar or sare mile
tere kadmo ke lekin mile na nisha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
dhundha dhunda tujhe kaha kaha
lab pe koi bhi teri kahani nahi
lab pe koi bhi teri kahani nahi
pas apne koi bhi nishani nahi
aag dil me hai aankho me pani nahi
apne hotho me aaho ka bas hai dhua
hamne dhunda tujhe kaha kaha
dhundha dhunda tujhe kaha kaha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
dhundha dhunda tujhe kaha kaha
tu wada tod gaya hame tu chhod gaya
tujhe na chodenge hum na wada todenge
kisi se puch lenge tujhe hum dhundh lenge
kaha jakar chupega ke ye parda uthega
yahi anzam hoga ke tu badnam hoga
teri taswir leke koi janjir leke
gireba chakh kar ke jawani khak kar ke
fuk dalenge jal kar tera aashiya
hamne dhunda tujhe kaha kaha
dhundha dhunda tujhe kaha kaha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
dhundha dhunda tujhe kaha kaha
hamne dhunda tujhe kaha kaha
Thanks for the upload. Can you please help me with the title tune of Gaddar
:) appreciate a lot. Have been searching that but couldn't find :(