hamne kabhi socha nahi kya hoga kal
jo bhi mile haste hue kate hai pal
jis rah par dil ye bola ke chal
us rah par hi gaye hum nikal
jis rah par dil ye bola ke chal
us rah par hi gaye hum nikal
hamne kabhi socha nahi kya hoga kal
jo bhi mile haste hue kate hai pal
jindagi ka kya hai bharosha
jindagi to hai hawa ka jhoka
jindagi ka kya hai bharosha
jindagi to hai hawa ka jhoka
fir kyu na ye hum chu kar gujare
humko mila hai jo mauka
gum ke har saz ki dhun badal
hamne baharo ki chedi gazal
gum ke har saz ki dhun badal
hamne baharo ki chedi gazal
hamne kabhi socha nahi kya hoga kal
jo bhi mile haste hue kate hai pal
mane koi chahe na mane
ham to aise log hai diwane
mane koi chahe na mane
ham to aise log hai diwane
har hal me dhund lete hai hum to
jine ke dekho bahane
sach hai wahi samne hai jo pal
kal ka to din ret ka mahal
sach hai wahi samne hai jo pal
kal ka to din ret ka mahal
hamne baharo ki chedi gazal
hamne kabhi socha nahi kya hoga kal
Opening line has some similarity with 'Norwegian Wood' of the Beatles.