Lyrics of Humne Teri Jafa Ka Wafa Ka Naam Rakh Diya - हमने तेरी जफा का वफ़ा नाम रख दिया
hamne teri jafa ka wafa naam rakh diya
rakhna to naam aur tha kya naam rakh diya
hamne teri jafa ka wafa naam rakh diya
banda nawab bole kya naam rakh diya
hamne teri wafa ka jafa naam rakh diya
ab se na ham karenge hasino ka aitbar ab se
na ham karenge
hasino ka aitbar hasino ka aitbar
hamne to aashiqi ka saja naam rakh diya
rakhna to naam aur tha kya naam rakh diya
hamne teri jafa ka wafa naam rakh diya
ham khub jante hai
teri aahiqi hai kya ham khub jante hai
teri aahiqi hai kya teri aashiqi hai kya
choti si arzoo ka bada naam rakh diya
banda nawab bole kya naam rakh diya
hamne teri wafa ka jafa naam rakh diya
jab julf ki ghataye fiza me bikhar gayi
jab julf ki ghataye fiza me bikhar gayi
fiza me bikhar gayi hamne tumhara
Movie: Chale Hain Sasural (1966)
Lyrics: Qamar Jalalabadi
Music: C Arjun
Singers: Mohammad Rafi and Suman Kalyanpur
Thank you for this beautiful and rare song, in the voice of my favourite
duo.