aaye hai dar par tere hum bandh kar sar par kafan
aa jayenge ab to tujhko sath lekar janeman samjhe
kah de khul ke kah de duniya walo se
takraye bekar na hum dilwalo se
kah de khul ke kah de duniya walo se
takraye bekar na hum dilwalo se
humne unke mohalle me ghar le liya
humne unke mohalle me ghar le liya are o ghar le liya
aankh tune milai aag tune lagai
chain tune churaya nind tune udai
teri jawani hai tera zamana hai
jo chahe tu julm dha le jo chahe tu julm dha le
teri adao ke diwane hai ji bhar ke humko sata le
ji bhar ke humko sata le jab bhi aawaz denge tumko
aana padega jo bhiwada kiya hai wo
nibhana padega sham sawere jo khidki khulegi
halki jhalki to unki milegi are o ghar le liya
ishq aawaz de to husn kaise rukega
is zaamne ke aage dil kabhi na jhukega
tere liye sari duniya bhula du
dono jaha ko mai thokar laga du
are o dil de diya mai girdhari nipat adhari
chakkar kha gaya chakardhari bhul ho gayi humse bhari
apni akal gayi thi mari hum tumko pahchan na paye
mafi de do krishan murari hum tumko pahchan na paye
mafi de do krishan murari mai girdhari nipat adhari
chakkar kha gaya chakardhari mai girdhari nipat adhari
chakkar kha gaya chakardhari
hum bhi utmhare ghar bhi tumhara
sara mohalla tumhara sara mohalla tumhara
humko to khane ka pine ka jine ka
tune diya hai sahara tune diya hai sahara
kanya kuwari ye ab hai tumhari
tune jaga di ye kismat hamari are o ghar le liya
kah de khul ke kah de duniya walo se
takraye bekar na hum dilwalo se
are humne mohabbat me dil de diya
humne unke mohalle me ghar le liya are o ghar le liya
YA YA YA WAH WAH WAH 5:35 YA SOUNDS