hamse najar to
hamse najar to milao hamse na aankhe churao
tum kya ho hum jante hai hamse na daman bachao
hamse najar to milao hamse na aankhe churao
tum kya ho hum jante hai hamse na daman bachao
ho jan se jana ho jan se jana
teri nigaho ki teri adao ki har bat ko jankar
ho jan se jana ho jan se jana
jo kuch hua tumse jo kuch kiya tumne
us rat ko yad kar chupti nahi aisi bate
tum lakh parde girao
hamse najar to milao hamse na aankhe churao
tum kya ho hum jante hai hamse na daman bachao
ho jan se jana ho jan se jana teri sharafat ki jo pol kholegi
hai pas mere wo chabi ho jan se jana ho jan se jana
tadpi hu jitna bhi uski tujhe kimat padegi chukani
ab chahe mujhse chupa ab chahe ro tu paye
hamse najar to milao hamse na aankhe churao
tum kya ho hum jante hai hamse na daman bachao
ho jan se jana ho jan se jana
tu hai shikari aaj fir wada raha jan tumse
ho jan se jana ho jan se jana
unko mita denge badla chuka lenge
karte hai ikrar tumse tum ne lagaya hai daw
hum bhi lagayenge daw
hamse najar to milao hamse na aankhe churao
tum kya ho hum jante hai
hamse na daman bachao
This is ikaraar song sung by usha mangeshkar film produced by Ramesh Jani and Girish Jani,director kailash Advani, story by Brij Katyal music by Bappi Lahiri photografy by Rocky Fonseca