Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 5 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Husn Ki Dekhiye Bahaar - हुस्न की देखिये बहार
husn ki dekhiye bahar aayi katar dar katar
mehfil mein jaan aa gayi, chhid gaye jindagi ke taar
husn ki dekhiye bahar

aankhein gulabi chehare kitabi
hai mehfil ka aalam sharabi sharabi
umango ki duniya yeh rango ki duniya
ho jisake farishton ka iman sa
husn ki dekhiye bahar aayi katar dar katar
mehfil mein jaan aa gayi, chhid gaye jindagi ke taar
husn ki dekhiye bahar

shokhi woh shokhi, masti woh masti
aabad jinase hai jannat ki basti
ae husnwala sadiya jiyo tum
aur har baras ke din bhi hajar
husn ki dekhiye bahar aayi katar dar katar
mehfil mein jaan aa gayi, chhid gaye jindagi ke taar
husn ki dekhiye bahar
lyrics of song Husn Ki Dekhiye Bahaar
Comments on song "Husn Ki Dekhiye Bahaar"
jasbongy on Saturday, May 29, 2010
Ravi ji one of my favorite M.D. gives Asha ji this beautiful song in her so
soothing,little husky voice which remains in mind and keeps me cheerful all
day along. Thanks Bhaiya. Bless you. Didi.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bombay Ka Chor (1962)
Kishore Kumar, Jagdeesh Raj, Mala Sinha, Amar, Iftekhar, Honey Irani, Helen, Pratima DeviKishore Kumar, Asha Bhosle, Kishore KumarRajindra KrishanRaviS D NarangBombay Ka Chor at IMDB      Bombay Ka Chor at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type