Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.32 - 28 votes
Sanjeev Kumar, RakheePhilosophical Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Husn Wale Kisi Ke Yaar Nahi Hote - हुस्न वाले किसी के यार नहीं होते
kya tarif karu in hasino ki milte nahi alfaz
ek hasin dhokha hota hai inka har andaz
kya tarif karu in hasino ki milte nahi alfaz
ek hasin dhokha hota hai inka har andaz
dhokhe ko bhi dhokha de de aise dhokhebaz
jinse khaya inse dhokha wohi jane ye raag
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
yar ho bhi gaye to ye wafadar nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
nahi hote nahi hote nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai

ye phulo ki to fitrat hai hasino ki wo adat hai
hasino ki wo adat hai ye phulo ki to fitrat hai
sabhi se muskurate hai
sitaro ki to adat hai najar sab se ladate hai
najar sab se ladate hai kisi bhi ek ka hona nahi aata
hasino ko diya pathar ka dil kudrat ne sare naazmino ko
sare naazmino ko sare naazmino ko
apne hatho se rab ne sawara de diya hai inhe husn sara
de diya hai inhe husn sara wo kasish di ke hogi ne kam
inka diwana hai sara alam inka diwana hai sara alam
rang or nur se bhar diya hai karam kudrat ne in par kiya hai
karam kudrat ne in par kiya hai
karam kudrat ne in par kiya hai
ek murwat na di ek mohabbat na di
or baki to sab kuch diya hai
or baki to sab kuch diya hai or baki to sab kuch diya hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
yar ho bhi gaye to ye wafadar nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
nahi hote nahi hote nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai

ksur inka nahi koi kare jo bhi wo thoda hai
kare jo bhi wo thoda hai
koi yado me rahta hai kisi se naam joda hai
kisi se naam joda hai
ye apne banke bhi ye to raha karte hai begane
khuda inko na pahchana to banda kaise pahchane
to banda kaise pahchane to banda kaise pahchane
gair ki baho me jhul jaye sath barso ko yu bhul jaye
sath barso ka yu bhul jaye ye irade badalte hai kaise
jaise mausam badalta hai waise
jaise mausam badalta hai waise
inki ulfat me har pal andesha nahi rahte kisi ke hamesha
nahi rahte kisi ke hamesha nahi rahte kisi ke hamesha
hasin jitna hai jo bewafa utna wo bewafai hasino ka pesha
bewafai hasino ka pesha bewafai hasino ka pesha
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
yar ho bhi gaye to ye wafadar nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
nahi hote nahi hote nahi hote hai
husn wale kisi ke yar nahi hote hai
lyrics of song Husn Wale Kisi Ke Yaar Nahi Hote
Comments on song "Husn Wale Kisi Ke Yaar Nahi Hote"
vintagemelodies on Thursday, March 31, 2011
@Sikameen Kindly intimate the movie from which the song is referred.
Asifk88 on Tuesday, August 31, 2010
Another magical qawalli by the highly underrated Aziz Nazan sahib
Qureshi Sikandar Ali on Thursday, March 31, 2011
ONE MORE ALSO IF POSSIBLE BADA LUTF THA JAB (ORIGINAL)
Qureshi Sikandar Ali on Thursday, March 31, 2011
DON'T U HAVE THIS ONE TEERE NAZAR KA KAR KE ISHARA?
vintagemelodies on Thursday, March 31, 2011
@Sikameen Is the song from any movie ?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Trishna (1978)
Shashi Kapoor, Rakhee, Sanjeev Kumar, Bindu, Sujit Kumar, Dinesh Hingoo, Preeti GanguliAsha Bhosle, Kishore Kumar, Aziz NazanKalyanji, AnandjiAnil GangulyG P SippyTrishna at IMDB      Trishna at WikipediaTrishna at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type