id ka din hai id ka din hai id ka din hai gale aaj toh mil le jaalim
rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai
rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai
ishq iss tarah ki gustaakh takaaje na kare
husn mastur bhi majbur bhi magroor bhi hai
husn mastur bhi majbur bhi magroor bhi hai
gurur-e-husn ke sadke mohabbat yun nahi karte
gurur-e-husn ke sadke mohabbat yun nahi karte
gurur-e-husn ke sadke gurur-e-husn ke sadke
mohabbat yun nahi karte nahi karate haan nahi karte
bhari mehfil mein jaahir bhari mehfil mein jaahir
dil ki vehshat yun nahi karte bhari mehfil mein jaahir
bhari mehfil mein jaahir dil ki vehshat yun nahi karte
nahi karte haan nahi karte
gurur-e-husn ke sadke mohabbat yun nahi karte
bhari mehfil me jaahir dil ki vehshat yun nahi karte
yeh maana yeh maana yeh maana tum haseen ho
aur tumhe haq hai sharaarat ka
yeh maana tum haseen ho aur tumhe haq hai sharaarat ka
ha sharaarat ka ha ha sharaarat ka
kisi ki jaan pe ban jaaye kisi ki jaan pe ban jaaye
sharaarat yun nahi karte
kisi ki jaan pe ban jaaye sharaarat yun nahi karte
jise tum husn kehte ho kehte ho o o o o aa aa aa
jise tum husn kehte ho jise tum husn kehte ho
jise tum husn kehte ho wo kaaba hai nigaahon ka
ha nigaahon ka ha ha nigaahon ka
adab laajim hai laajim hai
adab laajim hai kaabe ki jiyaarat yun nahi karte
adab laajim hai kaabe ki jiyaarat yun nahi karte
kuchh apne husn ki khairaat de do hum fakiron ko
hum fakiron ko hum fakiron ko kisi saahil ko apne dar se
kisi saahil ko apne dar se rukhsat yun nahi karte
kisi saahil ko apne dar se rukhsat yun nahi karte
haya aur sharm ko hum haya aur sharm ko hum
husn ka jewar samjhate hai haya aur sharm ko hum
husn ka jewar samjhate hai jewar samjhate hai samjhate hai
yeh jewar lutke reh jaaye yeh jewar lutke reh jaaye
jakhavat yun nahi karte
yeh jewar lutke reh jaaye jakhavat yun nahi karte
tumhaari ik najar par faisala hai jindagaani ka
tumhaari ik najar par faisala hai jindagaani ka
tumhaari ik najar par faisala hai jindagaani ka
jindagaani ka jindagaani ka
masiha hoke bimaaron se masiha hoke bimaaron se
gaflat yun nahi karte
masiha hoke bimaaron se gaflat yun nahi karte
masiha aur hum masiha aur hum in kufrr ki
baaton se baaj aao masiha aur hum in kufrr ki
baaton se baaj aao baaj aao
khuda ko chhod kar but ki khuda ko chhod kar but ki
ibaadat yun nahi karte
khuda ko chhod kar but ki ibaadat yun nahi karte
aapne jo kahaan wo thik sahi mera kehna bhi kuch bura to nahi
ke id ka din hai gale aaj to mil le jaalim
rasme duniya bhi hai mauka bhi hai dastoor bhi hai
Qawwali in Bollywood - Another area of music that was totally dominated by Rafi with notable conributions form Aziz Nazan, and Sabri bros.