aaya hu karne yaar ko main id ka salam
aaya hu karne yaar ko main id ka salam
aashiq hai mera naam, nahi husn ka gulam
aashiq hai mera naam, nahi husn ka gulam
husn ka gulam, husn ka gulam, husn ka gulam
aaya hu karne yaar ko main id ka salam
aashiq hai mera naam, nahi husn ka gulam
milta hai dil ke badle yaha dard ka inaam
milta hai dil ke badle yaha dard ka inaam
manjur ho to kijiye ab id ka salam
aapke dard ko sine se lagaya tumne
aapke dard ko sine se lagaya tumne
julm jo tumne kiya hans ke uthaya humne
julm jo tumne kiya hans ke uthaya humne
bol jo munh se nikalte hai asar rakhte hai
bol jo munh se nikalte hai asar rakhte hai
chir kar dekh lo patthar ka jigar rakhte hai
chir kar dekh lo patthar ka jigar rakhte hai
chir kar dekh lo patthar ka jigar rakhte hai
aa dave karte ho bahut pyar kabhi karte ho
dave karte ho bahut pyar kabhi karte ho
munh to chhota hai magar baat badi karte ho
munh to chhota hai magar baat badi karte ho
pyar kahte hai jise humne sikhaya tumko
kahin majnu kahin farhad banaya tumko
kahin majnu kahin farhad banaya tumko
kahin majnu kahin farhad banaya tumko
manjur ho to kijiye ab id ka salam
manjur ho to kijiye ab id ka salam
aa kitne pani me ho dildar tumhe jana gaye
kitne pani me ho dildar tumhe jana gaye
humne jatlayi mohabbat to bura mana gaye
humne jatlayi mohabbat to bura mana gaye
yaar badnaam sahi pyar to badnaam nahi
yaar badnaam sahi pyar to badnaam nahi
tumko apna na banaya to mera naam nahi
tumko apna na banaya to mera naam nahi
tumko apna na banaya to mera naam nahi
aa pyar saccha ho to wo dil me sama jata hai
pyar saccha ho to wo dil me sama jata hai
yaad tum jisko karo samne aa jata hai
yaad tum jisko karo samne aa jata hai
ye judai ka zamana bhi gujar jayega
id ka chanda ghatao se nikal aayega
id ka chanda ghatao se nikal aayega
id ka chanda ghatao se nikal aayega
manjur hai janab hume id ka salam
manjur hai janab hume id ka salam