ek mahi ha ek mahi ho
ek mahi dil ko hai das gya
are ek mahi ha ek mahi ho
thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya
kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu
pichhe ho lu main kya bolu
ek mahi dil ko hai das gya
are ek mahi ha ek mahi ho
koun ganv koun shahar koun dakkhana hai
mujhko to uska na pata na thikana hai
meri albeli hai saheli hai tu jane re
tu hi sun meri use thunth ke tu lama re kisko
jisse hi dil mera fas gaya
are jisse hi dil mera fas gaya
thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya
kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu
pichhe ho lu main kya bolu
ek mahi dil ko hai das gya
are ek mahi ha ek mahi ho
chathati jawani ko sambhal ke jo rakhati
chalti rahon mein yu hi dil ko na takati
sath pardeshiyon ke jo bhi pyar payenge
aaj pachhitayenge vo kal pachhitayenge
tere mithe sapano mein ras gaya
tere mithe sapano mein ras gaya
thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya
kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu
pichhe ho lu main kya bolu
ek mahi dil ko hai das gya
are ek mahi ha ek mahi ho
mahi bina huaa mera jina mushkil re
vahi meri ja mahi vahi mera dil re
pyar mein to dukh sukh hans ke hai sahana
ankhiyan laga ke kabhi kisi se na kahana
mujhe pyar ke shikanje mein hi kas gaya