ek paise ka sawal hai mere daata
o mere daata
ek paise ka sawal hai mere daata
o mere daata
ek roti kha lunga main pyas bujha lunga
phir nanhe dil se tumko
ji bhar ke dua dunga
ek paise ka sawal hai mere daata
o mere daata
ek paise ka sawal hai
bhul gaya hu rasta raah dikhao
bhul gaya hu rasta raah dikhao
sabne giraya mujhko tum to uthao
andhe se baba yu na aankhe churao
aankhe churao
ek paise ka sawal hai mere daata
o mere daata
ek roti kha lunga main pyas bujha lunga
phir nanhe dil se tumko
ji bhar ke dua dunga
ek paise ka sawal hai
chota sa jivan mera vipda hai bhari
chota sa jivan mera vipda hai bhari
paya sab kuch tumne
main hu bhikhari
khali na hogi baba jeb tumhari
jeb tumhari
ek paise ka sawal hai mere daata
o mere daata
ek roti kha lunga main pyas bujha lunga
phir nanhe dil se tumko
ji bhar ke dua dunga
ek paise ka sawal hai
maine khilauna tumse maanga nahi hai
maine khilauna tumse maanga nahi hai
halwe ka dona tumse maanga nahi hai
chandi ya sona tumse maanga nahi hai
maanga nahi hai
ek paise ka sawal hai mere daata
o mere daata
ek roti kha lunga main pyas bujha lunga
phir nanhe dil se tumko
ji bhar ke dua dunga
ek paise ka sawal hai mere daata
o mere daata
ek paise ka sawal hai
FILM: "GHAR ka CHIRAG" = 1967.
Film cast: Dharmendra, Waheeda Rehman, Balraj Sahni, Indrani Mukherjee, Dev
Kumar, Tun Tun, Abhi Bhattacharya, Biswajeet, Chand Usmani
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mohd. Rafi
Lyricist: Kaifi Azmi
Music Director: Madan Mohan
Film Director: Jagdev Bhamri
Film Producer: Jagdev Bhamri