in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
tan man me jo aag lagade
tan man me jo aag lagade
ye to aysa pani hai
in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
kaise tum se ishq hua tha
kya kya hum par biti hai
kaise tum se ishq hua tha
kya kya hum par biti hai
sun lo to sacha afsana
warna ek khani hai
sun lo to sacha afsana
warna ek khani hai
tan man me jo aag lagade
ye to aysa pani hai
in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
shaekh-o-brhaman, jahid-o-waiz
piri mein ye kya jane
shaekh-o-brhaman, jahid-o-waiz
piri mein ye kya jane
bhul bhi ho jati hai isme
ishka naam jawani hai
tan man me jo aag lagade
ye to aysa pani hai
in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
dukh sukh sehna aur khush rehna
ishq me lazami hai ye sehar
dukh sukh sehna aur khush rehna
ishq me lazami hai ye sehar
dil wale ho maat ghbrao
yeh to reet purani hai
tan man me jo aag lagade
tan man me jo aag lagade
ye to aysa pani hai
in ashako ko pani kehna
bhul nahi nadani hai
In ashkon ko paani kehna Bhool nahin naadaani hia Tan-man mein jo aag
lagaaye Ye tho aise paani hai... Kaise tum se iskq hua thaa Kya kya hum par
biti hai Sunlo tho sachcha afsaana Warna ek kahaani hai... Sheik-O-barhaman
zaahid-O-waaeez Piree mein ye kya jaane Bhool bhi ho jaathi hai isme Iska
naam jawaani hai... Dukh-sukh sehna aur khush rehna Iskq mein laazim hai ye
'sahar' Dil waale ho math ghabraao Ye tho reet puraani hai...