Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Insaaf Ki Awaaz
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Insaaf Ki Awaaz - इंसाफ की आवाज़
jab shaitano ne milkar maran maridang bajaya
iman ko dafnaya or juth ko taj pehnaya
kanun kaha soya tha insaf kaha khoya tha
kanun kaha soya tha insaf kaha khoya tha
jab sachai ke sine me khanjar utara jata hai
jalim logo ke hatho jab isha ko mara jata hai
kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai
mang rahi hai jawab insaf ki awaz

kuch log jahar se jahrile
jo yari ka dum bharte hai dusman se hath milate hai
yaro se dhokha karte hai jo kismat likhte aaye hai
un hatho ko kya or mila itni mehnat ke badle me
unhe maut ka tohfa diya gaya
mang rahi hai jawab insaf ki awaz
kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai

ye aankhe nahi koi sehra hai ek bund nahi hai pani ki
kismat ne mang me aag bhari or abhi umar hai jawani ki
ye atal himalay ke jaisi ye aasu kaha bahati hai
chahe taj mile chahe kafan mile ye apna farz nibhati hai
jab aankhe ro nahi pati dil andar andar rota hai
kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai
mang rahi hai jawab insaf ki awaz
kanun kaha sota hai insaf kaha hota ha
insaf kaha hota ha insaf kaha hota ha
insaf ki awaz insaf ki awaz
lyrics of song Insaaf Ki Awaaz
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Insaaf Ki Awaz (1986)
Anil Kapoor, Rekha, Anupam Kher, Jagdeep, Asrani, Gulshan Grover, Shafi Inamdaar, Roopesh Kumar, Kader Khan, Aruna Irani, Tej Sapru, Raj Babbar, Pallavi Joshi, Richa SharmaKishore Kumar, Lata Mangeshkar, S.P.BalasubramaniamIndeevarBappi LahiriD Rama NaiduD Rama NaiduInsaaf Ki Awaz at IMDB      Insaaf Ki Awaz at YouTube     |    Insaaf Ki Awaz at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type