insaaniyat ke naam pe
insaaniyat ke naam pe
koi baat nahi karta
rup aur jawani ke liye, khajaane khul jaate hai
jab tak tu jawaan hai jamana meharbaan hai
tu kaun hai bhul ja baanho me tu jhul ja

naache ja tu jhum ke gam tujhko kis baat ka
insa khilauna hai haalat ke hath ka
daaman usulo ka chhute to kya
laaj ka aaina tute to kya
wafaao ko na puchhe koi
adaao pe heere moti tul jaate hai
insaaniyat ke naam pe
insaaniyat ke naam pe
koi baat nahi karta
rup aur jawani ke liye, khajaane khul jaate hai
jab tak tu jawaan hai jamana meharbaan hai
tu kaun hai bhul ja baanho me tu jhul ja
tu kaun hai bhul ja baanho me tu jhul ja
daulat ki duniya me to
aise hi dastur hai
kya jor tera yahan
hum saare majbhur hai
dil jo na chahe vo karna pade
jeene ki khaatir bhi marna pade