intaha ho gai, intazaar ki
aai na kuch khabar, mere yaar ki
ye hame hai yaqeen, bevafa vo nahi
phir vajah kya hui, intazaar ki
intaha ho gai, intazaar ki
aai na kuch khabar, mere yaar ki
ye hame hai yaqeen, bevafa vo nahi
phir vajah kya hui, intazaar ki, intazaar ki
gham ke andhere dhale, bujh gaye sitaare jale
dekha tujhe to dilo me jaan aai
hotho pe taraane saje, aramaan deewaane jage
baaho me aake tu aise sharamaai
chha gai phir vahi bekhudi
chha gai phir vahi bekhudi
baat jo hai us me baat vo yaha kahi nahi kisi me
vo hai meri bas hai meri, shor hai yahi gali gali me
ho saath saath vo hai mere gham me
mere dil ki har khushi me
zindagi me vo nahi to kuch nahi hai meri zindagi me
bujh na jaaye ye shama, aitabaar ki
intaha ho gai, intazaar ki
aai na kuch khabar, mere yaar ki
ye hame hai yaqeen, bevafa vo nahi
phir vajah kya hui, intazaar ki, intazaar ki
intazaar ki, intazaar ki, intazaar ki, intazaar ki