is najar ne kabhi pahale dekhi na thi
vo hasina jo kal dekh li
tej barsat me bhigti raat me ek mukkmal gajal dekh li
ek mukkmal gajal dekh li
is najar ne kabhi pahale dekhi na thi
vo hasina jo kal dekh li
tej barsat me bhigti raat me ek mukkmal gajal dekh li
ek mukkmal gajal dekh li
ek bijli ghatao pe chamki udhar ek bijli girati thi uski najar
aise aalam me mushkil tha dil thamna
do do tufa se kal tha mera samna
do do tufa se kal tha mera samna
mai paresha tha kal kispe kahta gajal
mai paresha tha kal kispe kahta gajal
apni mushkil sahal dekh li
tej barsat me bhigti raat me ek mukkmal gajal dekh li
ek mukkmal gajal dekh li ek mukkmal gajal dekh li
ek mukkmal gajal dekh li
bhige bhige se kapdo me lipti hui
thodi sahmi hui khud me simti hui
uski har ek ada dilnashi ho gai
bhig kar aur bhi vo hasi ho gai
bhig kar aur bhi vo hasi ho gai
ek jhalak ne mujhe har khushi baksh di
ek jhalak ne mujhe har khushi baksh di jindagi ek pal dekh li
tej barsat me bhigti raat me ek mukkmal gajal dekh li
ek mukkmal gajal dekh li
ek mukkmal gajal dekh li
ek mukkmal gajal dekh li
so sweet. simply love this song. beautiful.