is sapno ki shahjadi ki
thodi sharte hai shadi ki
is sapno ki shahjadi ki
thodi sharte hai shadi ki
ye kaisa dastur hai par mujhko sab manjur hai
tumko sab manjur hai to
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
is sapno ki shahjadi ki
o thodi sharte hai shadi ki
ye kaisa dastur hai par mujhko sab manjur hai
tumko sab manjur hai to
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
pahli shart hai shadi me
pahli shart hai shadi me
shahnai tum hi bajaoge
bajaunga bajaunga
hathi ghode ke badle
tum paidal chalke aaoge
aaunga aaunga
main sahra badhungi
aur tum ghunghat me sharmaoge
sharmaoge sharmaoge
ye to julm huzur hai
par mujhko sab manjur hai
tumko sab manjur hai to
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
dusri shart hai main jab jab ruthungi
main jab jab ruthungi
mujhe manaoge, manaunga manaunga
aate jate kisi aur se
najre nahi ladaoge, nahi ladaunga
acche acche khane paka paka ke
mujhe khilaoge
mushkil kaam jarur hai
tumko sab manjur hai to
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
aakhiri shart hai
meri doli bhi tum aap uthaoge
pahli pahli raat mujhe tum
hath bhi nahi lagaoge
lagaunga hath lagaunga
main najuk hu thak jaau to
mere paanv dabaoge
tumko ye manjur hai
ha ha kya hai manjur hai
tumko ye manjur hai to
delhi kya dur hai
delhi kya dur hai
delhi kya dur hai
phir delhi kya dur hai
That voice doesn't suit Dharmendra at all! It's hilarious!