is se pahle ke bewafa ho jaye
is se pahle ke bewafa ho jaye
kyon e dost hum juda ho jaye
is se pahle ke bewafa ho jaye
kyon na e dost hum juda ho jaye
is se pahle ke bewafa ho jaye
tu bhi heere se ban gaya patthar
tu bhi heere se ban gaya patthar
tu bhi heere se ban gaya patthar
hum bhi kal jane kya se kya ho jaye
hum bhi kal jane kya se kya ho jaye
kyon na e dost hum juda ho jaye
is se pahle ke bewafa ho jaye
ishq bhi khel hai nasibo ka
ishq bhi khel hai nasibo ka
ishq bhi khel hai nasibo ka
khak ho jaye kimiya ho jaye
khak ho jaye kimiya ho jaye
kyn na e dost hum juda ho jaye
is se pahle ke bewafa ho jaye
ab ke gar tu mile to hum tujhse
ab ke gar tu mile to hum tujhse
ab ke gar tu mile to hum tujhse
aise lipate teri khaba ho jaye
aise lipate teri khaba ho jaye
kyon na e dost hum juda ho jaye
is se pahle ke bewafa ho jaye
bandagi humne chhod di hai faraaz
bandagi humne chhod di hai faraaz
bandagi humne chhod di hai faraaz
kya kare log jab khuda ho jaye
kya kare log jab khuda ho jaye
kyon na e dost hum juda ho jaye
is se pahle ke bewafa ho jaye
Bahut hee khoobsoorat lyrics of this Ghazal and composition and as usual
Fabulous rendition by Pankaj Jee. Loved it.