Lyrics of Is Tarah Aashiqui Ka Asar Chod Jaonga (2) - इस तरह आशिकी का असर छोड़ जाऊँगा
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
main deewana ban gaya hu kaisi ye mohabbat hai
zindagi se badhke mujhko ab teri jarurat hai
mujhko too chahiye, tera pyar chahiye
ek baar nahin sau baar chahiye
har saans main apni tujhpe lutaunga
dil ke laho se teri mang sajaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
pyar kya hai, dard kya hai deewane samajhte hai
ishq mein jalne ka matlab aashiq hi samajhte hai
main tadapta rahu, tumse kuch na kahu
bin kahe bhi main to reh na saku
is bekhudi mein aakhir kahan chain paunga
marke bhi main tujhse juda ho na paunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
is tarah aashiqui ka asar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
tere chehre pe apni nazar chhod jaunga
I remember that time it used to be close competitio for the top position
between kumar shanu and udit narayan for best playback singer, you just
listen this song and you find noone else can withstand legandary amit kumar
sir, nice alaap, very good pitch and unbeatable rhythm that makes this amit
kumar version of the song. hats off to you amit sir