mujhe to chand mil gaya, aaj teri ankho me
karu kya asma bata, nindho bi me raato me
sabhi bechain dhadkane, rakh de mere hatho pe
zara uljhi hai sans to, rakh de meri sanso pe
sharma rahi hai nazre, tere chehre se jo guzre
sharma rahi hai nazre, tere chehre se jo guzre
me kaise keh du dil ki yeh dasta
ishq hotho se to hota nahi baya
is liye pyar me ankhe bani zuba
ishq hotho se to hota nahi baya
is liye pyar me ankhe bani zuba
na na na pyar me
chehre pe tere ghabrahate hai kyu
ruki ruki kadmon ki ahatein hai kyu
sehma hai pyar ke, rasto pe dil
mujhko zara sa tu, faslo pe mil
dil mil jaye to kaisi yeh duriya
ishq hotho se to hota nahi baya
is liye pyar mein ankhe bani zuba
ishq hotho se to hota nahi bayan
is liye pyar me ankhe bani zuban
ho dil yeh mera kisi ke pas beh gaya
sanso me ek naya ehsas reh gaya
hota hai sabko yeh tujhe bhi hua
puri hui hai tere khawabo ki dua
na jane kaise badla mera jaha
ishq hotho se to hota nahi baya
is liye pyar me ankhe bani zuba
ishq hotho se to hota nahi baya
is liye pyar me ankhe bani zuba
ho sharma rahi hai nazre, tere chehre se jo guzre
sharma rahi hai nazre mere chehre se jo guzre
to kaise keh dun, dil ki yeh dasta
ishq hotho se to hota nahi baya
is liye pyar me ankhe bani zuba
ishq hotho se to hota nahi baya
is liye pyar me ankhe bani zuba
na na na pyar me
outstanding n marvellous beauty of nature is captured by camera man. specilly lyrics r as soothing as breathing of a birds