ishq jise ho jaye haye bedard bada tadpaye
kuch bhi naa samjh mein aaye
najro ko bas yaad najar ki aaye
ishq jise ho jaye haye jisko ye ho jaye haye
ishq jise ho jaye haye jisko ye bada tadpaye
ishq jise ho jaye haye bedardi bada tadpaye
kuch bhi samjha meinaye
najaro ko bas yaad najr ki aaye
ho jaye to ho jata hai rog ishq chala
jadu ye chal jaye to fir khair rakhega valla
pyar ke rang vich rang jata hai
jab jab husn ka palla
ho jaye to ho jata hai rog ishq chala
jab chain kahi kho jaye aankho mein nind na aaye
dil panchchi ban udta jaaye
ishq jise ho jaye haye jisko ye ho jaye haye
teer jigar pe chal jaye to dil aashiq ho jaye
tauba tauba dil teer se nain ladaye
ye to aisa nag hai jisko ek baar dans jaye
mushkil to ye hai ki jahar bhi amrit banta jaye
dil kho jata hai chupke se
dil dekhe yar ko chupke se
aise mein kuch samajh naa aaye
ishq jise ho jaye haye jisko ye ho jaye haye
teer jigar pe chal jaye to dil aashiq ho jaye
uspe tauba tauba dil teer se nain ladaye