ishq ka nam hai naam khuda ka
aashiq peer hai peero ke
ishq ka nam hai nam khuda ka
ishq ka nam hai nam khuda ka
aashiq peer hai peero ke
ishq ka nam hai naam khuda ka
chhod ke duniya yar ka ho ja
sachhe bol fakiro ke
chhod ke duniya yar ka ho ja
sachhe bol fakiro ke
ishq ka nam hai naam khuda ka
ishq ka nam hai naam khuda ka
yar ka dar mil jaye to
fir gawa kashi jaye kaun
dub ke yar ki aankho me
sahil se aankh milaye kaun
rab se pyara yar hai roothe
rab par yar nahi roothe
rab bichhade to yar milaye
bichhda yar to milaye kaun
mushkil se hi milte hai heeron ko ranjhe heeron ki
mushkil se hi milte hai heeron ko ranjhe heeron ki
chhod ke duniya yar ka ho ja
sachhe bol fakiro ke ishq ka nam khuda
naam khuda ka ishq naam hai
ishq ka nam hai naam khuda ka
sone chandi ke piche kyu ban baitha diwana tu
dil hai tera sachcha sona kyu ye baat na jane tu
lalach me aakar khud ko shaitan banaye firta hai
tujh me jo insan chhupa hai usko na pehchana tu
dekh le dil ki ankho se
dil tute hue heero ki
dekh le dil ki ankho se
dil tute hue heero ki
chhod ke duniya yar ka ho ja
sachhe bol fakiro ke ishq ka nam hai
nam khuda ka ishq ka nam hai
nam khuda ka
apno ko dhokha dekar aaram se reh na pa aayega
aaj nahi to kal apni hinazro se gir jayega
tadpega fariyad karega sar takra kar royega
apni soi ruh jaga le varna tu pachtayga
khol de dil se bandhan nafrat ki janjiro ki
khol de dil se bandhan nafrat ki janjiro ki
chhod ke duniya yar ka ho ja
sachhe bol fakiro ke ishq ka nam hai
naam khuda ka ishq ka nam hai
naam khuda ka