ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar
ishq nachaaye jisko yaar,
woh phir naache bich bazaar, woh phir naache bich bazaar
ishq kare jisko bimaar, ishq kare jisko bimaar
uspe dava-daroo bekaar, uspe dava-daroo bekaar
woh phir nache bich bazaar
ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar
ishq mein jo chhod e gharbaar, ishq mein jo chhod e gharbaar
usake gale mein prit ka haar, usake gale mein prit ka haar
woh phir naache bich bazaar
ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar
ishq ki kimat jaan aur dil, ishq ki kimat jaan aur dil
ishq na ban paaye vaiopaar, ishq na ban paaye vaiopaar
woh phir naache bich bazar
ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar
raahi kalandar kehta hai, raahi kalandar kehta hai
ishq khuda ka hai darbaar, ishq khuda ka hai darbaar
ishq khuda ka hai darbaar, woh phir naache bich bazaar
ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar
ishq nachaaye jisko yaar, ishq nachaaye jisko yaar
ishq nachaaye jisko yaar
woh phir naache bich bazaar, woh phir naache bich bazaar
waw what a great ghazal what a precious voice waw lov e it ;