kisse teri nazar ne sunaye na fir kabhi
humne bhi dil ke dag dikhaye na fir kabhi
ae yaad dost aaj tu ji bhar ke dil dukaa
shayad ye raat hi jake aaye na fir kabhi
itna to hua ae dil
itna to hua ae dil
ek shakhs ke jaane se
bichhade huye milate hain
bichhade huye milate hain
kuch dost purane se
itna to hua ae dil
ek shakhs ke jaane se
itna to hua ae dil
ek aag hai jungle ki
rusvaai ka charcha bhi
ek aag hai jungle ki
rusvaai ka charcha bhi
dushman bhi chale aaye
dushman bhi chale aaye
milane ke bahane se
itna to hua ae dil
ek shakhs ke jaane se
itna to hua ae dil
ab mera safar tanha
ab uski juda manjil
ab mera safar tanha
ab uski juda manjil
puchho na pata uska
puchho na pata uska
tum mere thikane se
itna to hua ae dil
ek shakhs ke jaane se
itna to hua ae dil
roshan ho ve viraane
khush ho gayi duniya bhi
roshan roshan ho ve viraane
khush ho gayi duniya bhi
kuch hum bhi sukun se hain
kuch hum bhi sukun se hain
ghar apna jalane se
itna to hua ae dil
ek shakhs ke jaane se
itna to hua ae dil
rusvaai to vaise bhi
takdeer hai aashiq ki
rusvaai to vaise bhi
takdeer hai aashiq ki
zillat bhi mili humko
zillat bhi mili humko
ulfat ke fasane se
itna to hua ae dil
ek shakhs ke jaane se
itna to hua ae dil
my mostest bestest one .simply love it .kya ghazal hai