iyengar ghar ki sajni, iyengar ghar ki sajni
iyengar ghar ki sajni, iyengar ghar ki sajni
jag me kahi bhi mili tum si na
aur fir payenge kabhi tum si na
ye bhi sun le tujhsa koi na
chahat samjhe aisa koi na
anjane mil gaye pyar me aise
chahat me ye dil ban gaya hain pandit sa
iyengar ghar ki sajni, iyengar ghar ki sajni
iyengar ghar ki sajni, iyengar ghar ki sajni
mere liye bheja hain tujhe yahi
aur mere liye diya hain ye rup bhi
aisa tumme sangam, chandi sona phulo ka suno
aur jod ke phulo ko jodi bani hain suno
honth mil jaye baat ban jaye
sanse ghul jaye pyar bandh jaye
le ye dil ye jivan tere
in kadmo me jaan meri
iyengar ghar ki sajni, iyengar ghar ki sajni
iyengar ghar ki sajni, iyengar ghar ki sajni
aa o diwani aati jati raat tu
ye mera anchal taro se bhar tu
tum mujhko sajan pehna ke, ye mala phulo ki
aur mujhpe barish barsa do, tum bhinge hontho ki
aasma ke sawan se phul ye ugte hain
chahto ke saavan se dil ye khilte hain
aa kahe ye dil mera
thodi si ye galti bhi kar le chal
iyengar ghar ki sajni, iyengar ghar ki sajna
iyengar ghar ki sajni
jag me kahi bhi mili tum si na
aur fir payenge kabhi kabhi tum si na
ye bhi sun le tujhsa koi na
chahat samjhe aisa koi na
anjane mil gaye pyar me aise
chahat me ye dil ban gaya hain pandit sa
iyengar ghar ki sajna, iyengar ghar ki sajni
iyengar ghar ki sajna sajna