izhaar e dil kar sake na
tujhe humsafar kar sake na
izhaar e dil kar sake na
tujhe humsafar kar sake na
jeete hi rahe hum khayaalo me tere
labz zinda rahe tere tere tanha akele
teri yaado se, teri baato se
tere bin guzri tanha raato se
han ab tak bhi tere khyalo
khyalo se jee bhar sake na
tujhe humsafar kar sake na
tanha chalta raha dil ye jalta raha
din pe din gar badar tu bikharta raha
tanha chalta raha dil ye jalta raha
din pe din gar badar tu bikharta raha
jab chala tu gaya chhod tanha mujhe
zarra zarra tujhe dhundhta hi raha
teri baan hum tera dar na sake
tujhe humsafar kar na sake
gum huyi manzile kho gaye raaste
main to thahra hua de mujhe baarishe
koi aata nahi koi jata nahi
khada main kahan de mujhe aahate
chhai kaali ghata aai gahri fizaa
na mujhko teri na hai apna pata
aaja ab laut kar na mujhe yun sata
ab to jaane laga hai andhera yaha
dekhe bina tujhko hum mar sake na
tujhe humsafar kar sake na
izhaar e dil kar sake na
tujhe humsafar kar sake na